Thursday, June 26, 2014

Do pal ka ehsas

Wo khamoshi ke daur mein jaagi hui hai kuch yaadein.....
Albaatta labbo pr pasra sannata aur jehan mein machta shoor......
Koi kissi ki chaht mein kitna badal jata hai
Kuch aur soch k kuch naya kar jujar jata hai
Kabhi y mohabbat hai jo naya ayaam de jati hai
Kabhi kisi apne ko dard de jati hai
Y jindagi hai jo har pal kuch naya sikhati hai

No comments:

Post a Comment