Friday, July 24, 2015

19 days

Agar usse baat karni hoti to shayad kar leti call ya email... shayad wo sab jo kabhi socha , kitni baate sab baimani tha wo uske mnn ki confusion hi thi ... isliy ussne itni assani se jane diya .kush rehna sabka adhikar hai .. aur agar meine khayalo mein pyaar kiya to usko haqekat na bana pana y meri aur ek nakamyabi hi hai... issme abb usko kosna ya galt kehna sahi nahi..uske sath hone pe shayad meine bahut se logo ki andekhi ki ..aab khattam ho gaya km se km baato ki ek wajah hoti thi vo abb nahi hai..na jane kitne ,abb mere khilaf hai... pata nahi... kitna naraj hai pata nahi... society se door hota ja raha .. bahut kuch chuut gaya hai..abb na purane din jeene ka mnn karta hai ... khud ko sambhalna wo bhi tab jb kai log y sochte hai aap aapne sath sabka khayal rakhenge... kl aur door ho jaoge. .. isha sach sirf tnhai mein aap hi yaad aate ho .... shayad

No comments:

Post a Comment