Thursday, May 31, 2018

yaadon k galiyaro se ho kar



yaadon k galiyaro se ho kar
tumtk pahunchne ki aarzo liy 
jo aaj phir safar suru huwa..
to phir wo khattam ,
na sari raat huwa....
ruka pal jo tasveero mein kaid tha ...
wo aaj bhi jazbaat mein 
na phir bayan huwa......
tumtk pahunchne ki aarzo liy 
jo aaj phir safar suru huwa..
to phir wo khattam 
na sari raat huwa.

No comments:

Post a Comment