Friday, January 16, 2015

The insomiac dream

Wo khwabo mein hi aati hai aur khwabo se hi chali jati hai .. log thak ke sote hai ki dard km ho jay pr shayad hamari to aissi bhi kismat nahi ..sone se drr lagta hai ki kahin tum phir samne hogi khayalo mein hi sahi pr bate sirf humse hi karti hogi phir wo khawab tut jayga akela tanha humko chod jayga wo bojhil subah hi ho sakti hai aur jindagi ki har subah abb aissi hi betegi y tqdeer bnn gai hai... bahut si bate karti ho muskurahat ka chand ho pr kya kare jb sath thi tb kadr na ki jb dour hui to wo daour suru huwa ki aaj tk safar chal hi raha hai jindagi mein kami kuch bhi nahi pr tum sath nahi bss sahi ek baat hai jo ek dard bana hai socha na tha ki tumse door hone k baad teri itni yaad aaya karegi kyu huwa kaisse huwa kya mallum na jane kb jindagi ke raste itne badal gay kuch apne apno se chut gay.....yaad bhi na aay y kaissi wajah hai.. dosti k anmol tofha tumhara khin kho na jay... izhare mohabbat ki dasttan dil mein dabi reh gai..yaad karne ki takleef hume hoti hai tumko shayad iska ehsas bhi nahi koi nahi....aap to bss aaap hi ho mere kissi haseen khwab ki tarah jo hai to mera pr haqeekat kissi ki nahi... meri jindagi ki ajeeb dastaan hai yaad aao na aissa kun sa wqt hai aur jb yaad aati ho dard dard hi reh jata hai.... tumko bhoolne ko kya kich nahi kiya yahan kuch logo ko accha kaha pr the to sil mein tum hi shayad ki unlogo ko hum passand na aay accha hi hai hum hai bhi kya ... khud ko badalna nahi ata aur wqt aabhi tk hamara aya nahi... kossis ki badastoor jaari khahaniya hai.... kyu mein jb bhi likhta hun tum hi ussme hoti ho kyu.kyu?

No comments:

Post a Comment