Friday, July 25, 2014

Jhalli baba

Jb humne hass kr kuch shabdo ko kakaj pr ukera.....
Kissi ne pagal to kissi ne jhalli hai samjha.....
Ek ko laga iska unse hi hai wasta.....
Chali aai subah subah bina kiy nastha....
Abb bhaya unki jo bhi thi pareshani.....
Sunni padi majboori mein puri kahani......
Abb jb aai hamari unko samjhane ki baari......
Unko yaad aagai unko wahi purani bimari......
Suni hi nahi kya thi hamari jubani....
Har baat pe .....
Wo to sahi hai pr batao huwa kyu kuch aissa?

No comments:

Post a Comment