Sunday, July 27, 2014

Jhlli baba part 2 full

Jb humne hass kr kuch shabdo ko kakaj pr ukera.....
Kissi ne pagal to kissi ne jhalli hai samjha.....
Ek ko laga iska unse hi hai wasta.....
Chali aai subah subah bina kiy nastha....
Abb bhaya unki jo bhi thi pareshani.....
Sunni padi majboori mein puri kahani......
Abb jb aai hamari unko samjhane ki baari......
Unko yaad aagai wahi purani bimari......
Suni hi nahi kya thi hamari jubani....
Har baat pe .....
Wo to sahi hai pr batao huwa kyu kuch aissa  ?
Bola hi kyu tumne usse kuch bhi aissa waissa?
Jb bhi humne khuch bhi kehna tha chaha....
Unka samne ajata tha sawal naya taza taza. ..
Arre mohtarma galti kiya jo kuch bhi likha .....
Taras kha jaao... abb thoda hi dimmag baccha...

No comments:

Post a Comment